Tuesday, June 30, 2009

Chor Bazari (Love Aaj Kal)

Rarely does it happen that a song gets popular due to its lyrics, but in the past some time it's happening more often. And most of the times when the lyrics are something 'different'. The same 'different' comes when you listen to Chor Bazari of Love Aaj Kal.

Chor Bazari is sung by Neeraj Sridhar and Sunidhi Chauhan. The song has the same freshness that you see in the trailer of the movie and expect from the movie. The lyrics of the song are interesting, realistic, lovable, and above all, mast. The music is good and foot-tapping, and the lyrics will probably help the song long last.

Lyrics:

Chor Bazari do naino ki
Pehle thi aadat jo hat gayi

Pyaar ki jo teri meri
Umr aai thi woh ghat gayi

Duniya ki to fikar kahan thi
Teri bhi ab chinta ghat gayi

Chanda rre
Tu bhi tu hai
Mein bhi mein hoon
Duniya saari dekh ulat gayi
Tu na jaane mein na jaanu
Kaise saaari baat palat gayi

Ghatni hi thi yeh bhi ghatna
Ghat-te ghat-te lo yeh ghat gayi

Chor Bazari do naino ki
Pehle thi aadat jo hat gayi

Tareef teri karna
Tujhe Khone se darna
Haan bhool gaya ab tujhpe din mein char dafa marna

Tareef teri karna
Tujhe Khone se darna
Haan bhool gaya ab tujhpe din mein char dafa marna

Pyaar khumari utari saari
Baaton ki badli bhi chhat gayi

Hum se main pe aaye aise
Mujhko to mein hi mein kat gayi

EK hue the do se dono
Dono ki abb raahein kat gayi

Ab koi fikr nahi
Gham ka bhi zikr nahi
Haan hota hoon main jis raste pe
Aaye khushi wahin

Aazad hoon main tujhse
Aazad hai tu mujhse
Haan jo jee chahe
Jaise chahe karle raaj yahin

Laaj sharm ki chhoti moti jo thi dori
Woh bhi kat gayi
Chauk chaubare gali mohalle
Khol ke main saare ghoonghat gayi

Tu na badli mein na badla
Dilli sari dekh badal gayi

Ek minute mein duniya dari ki
saari samajh nikal gayi

Haan Rang biranga pani pi ke
Seedhi saadhi kudi begad gayi

Dekh ke mujhko hasta gaata
Sad gai yeh duniya sad gayi



Related Articles by Categories


0 comments: