Sunday, September 20, 2009

Yaari Bina Hai Besuri (London Dreams: Roop Kumar Rathod, Milind)

Yaari Bina is probably the best song of London Dreams. Roop Kumar Rathod and Milind make a hit right from the start of the song when they render Duniya bhaad mein jaaye. The song is slow, fast, medium, classical, Punjabi style, and so much more. In fact Roop Kumar Rathod reminds me of Machis in the song. I would say that the song is a complete classic and should last even after the other songs of the movie are forgotten. Whatever the future of the song is, Roop Kumar Rathod, Milind, Composers Shankar, Ehsaan and Loy, and Prasoon Joshi definitely deserve an applause for the song. Here are the lyrics of the song.

Lyrics:

Yeh duniya Jab leke Tarazu
Tera tol ke bhav bataye

Yaar kahe Aa seene se lag ja
Duniya Bhad mein Jaaye

---

Do kahan hain, Ek hi hai
Yaari mein do hote hi nahi
Usko kaato Dard isko
Yaari mein do hote hi nahi
O Kache gud si yaari, Yaari
O meethe paan se pyaari

To aaja jash mana le, yaara ve
Yaar ko laga le
Dil ke andhero ko woh tatole
Man ko bilo de, Matka le khole

Yaara Yari bina hai besuri meri zindagi
Yaara Yari bina hai besuri hai besuri
besuri zindagi

Yari bina hai besuri hai besuri
besuri zindagi

(aalap)

Yaara Yari bina hai besuri hai besuri
besuri zindagi
Yari bina hai besuri hai besuri
besuri zindagi

Meri Hichkiyon mein hai woh shamil
Mere Khawabon mein
Meri mausamo mein titliyon ko chhode woh

O Mere aasunon ko Motiyon si shan bakhshe woh
Meri bansuri mein aake saaasein jode woh

O Kache gud si yaari Yaari
O meethe paan se pyaari

To aaja jash mana le yaara ve
Yaar botle laga le
Dil ke andhero ko woh tatole
Man ko bilo de Matka le khole

Yaara Yari bina hai besuri meri zindagi
Yaara Yari bina hai besuri hai besuri
besuri zindagi

Yari bina hai besuri hai besuri
besuri zindagi..



Related Articles by Categories


0 comments: