Thursday, September 10, 2009

Fiqrana (Blue: Vijay Prakash, Shreya Ghoshal)

Vijay Prakash is a name that is taken with respect now, and everytime A R Rahman gets a song for this guy, we get a superb number, whatever type it is. Be it yuvvraaj's Manmohini, or Slumdog's Jai Ho, or Swades's pal pal hai bhari, he does a good job for every song. And this time Vijay Prakash is in a different mode. Fiqrana is a song full of 'Josh', just the way RDB's Pathshala rebel was, or Dhakka-laga-buka/jana-gana-mana of yuva.

And he does it again. Listen to the song. It's one of the few really good numbers of Blue.

Lyrics:

Fiqrana ho ke ham jiye
Khamakhaa ham jiye na kyun
Beparwaah ho ke ham jiye
Khamakhaa ham jiye naa kyun

Jeete hain ad-ad-ad ke ham
Phirte hain fur-fur-fur se ham
Milte hain rom-rom-rom se ham
Chalte hain dam-dam-dam se ham

Mahakte gulzaaro mein ham
Chamakte sitaaron mein ham
Dahakte angaaron mein ham
Lahakte hawaaon mein ham
Ye Fiqrana-4

Hai qatil apni rangat
Hai shatir apni sangat
Thode se ham hain diwaane
Yahi hai apni daulat
main poori kar loon hasrat
main man ki saari mannat
Mujhe koi rok nahin, tok nahin
Main man maana hoon
Junoon, sukoon, main sharara
main maza saza mein mara
naye khawaab hain, main hoon ishq ka maara

Hone de ye mulaaqaatein
thode din thodi si raatein
sochenge phir ye ham
chahenge ya na chahenge ham


Hai qatil apni rangat
Hai shatir apni sangat
Thode se ham hain diwaane
Yahi hai apni daulat
To kar lein sab se khilaafat
Tu ban ja meri mohabbat
Jahaan se lad jaaoonga, mar jaaoonga, main mastaana

shuru karoon ishq badhana
Tu jo kahe wo lage rab ko paana
Chal chalein wo chalein apna hai zamana

Honge sang hamaare
aasmaan ke ye taare
milenge tab tum ham
haan kar denge, na na karenge ham...



Related Articles by Categories


0 comments: